;From Google Poetry By Waseem

Ghazal: zarb lagti hai zor se

Waqif hen k wo ho chuke kisi or k
phr bhi qalb pe zarb lagti hai zor se

jaam bhar kr pilate hain baRe shoq se
wo sharbat jo nikal aaye mera dil nachoR ke

Nazam on "Yun be ikhtyarana un ki yaad aa gye"


Jese be nyaaz ki zubaan pe fryaad aa gye
yun be ikhtyaaraana un ki yaad aa gye

zkhmi tha or khud ko ghail kr betha
ke khud ko unki traf mail kr betha

hum un se milne k khwahaan ho gye
jlta eendhan or usi ka dhuwaan ho gye

Poem: "But still we can’t call her a homicide"

There the beautiful Girl does reside
Whose picture in my heart, I hide
Stabs me with her graceful eyes
But still we can’t call her a homicide

Poem: "All of them, suddenly, gone"

 I could survive the attack
But there was no going back
All the things I had known
All of them, suddenly, gone